kar dia aaj unko unke hawale
aaj har rishta tod aayi hoon mein
daag daaman pe tha jo laga mere
usi k kuche mei wo daaman chod aayi hoon mein
rahe mashroof chahe ta-umra rahe wo tanha
ye faisla khud us par chod aayi hoon mein
hasaya tha jis shaqs ne mujhe beinthaan kabhi
aaj uske aankho mei aansu chod aayi hoon mein
bana maanjhi tha wo meri zindgi ki kashti ka kabhi
ab gamo k tufaano mei use chod aayi hoon mein
shayad yahi saza bhi hai meri k rahoon mei uske bin
jise apni yaadon k hawale chod aayi hoon mein
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
zindgi mei ab or koi chahat nahi ...... ae bewafa mujhe teri ab chahat nahi
-
adhure hain ham adhuri hai daastan adhure hain mere sab armaan farz rishto k nibhate hue kho gaye jaane mere sapne kahan wo mil sake aisa s...
-
Na Jane kalam bhi saath kyu chod rahi hai Kuch dino se lag raha hai ye mujhse ruthi hui hai Likhna chaahu to kuch bhi likha jaata nahi Jabki...
-
तरस गए हम तुमसे दो पल की गुफ्त-गु के लिए और लोग कहते हैं की तुम बोलते बहुत हो।. . . . . भावना
No comments:
Post a Comment