Khushi mili gam bhi mile
Rishto mei faasle har dam mile
Kaise karte ham kisi se koi gila
Banke hamdam the sab hamse mile
Har roz ki tarah Deepak mei lau thi jail
Tez tufaan magar hamko kam na mile
Bujhti lau ko bachane ki koshish mei
Hath par zakhm khilte rahe
Mita mita sa kuch likha hua hai magar
Takdeer mei likha jo use padh na sake
Waqt ne bana diya auro ki najron mei kaatil
Khud se kabhi mil paate aise na hamei pal mile
Mumkin har baat kar lete gar hoti thodi or mohlat
Par pal hamko zindgi k ab bohut kam hain mile
Wo bhi keh gaye aakhiri mulakaat hai ab
Jab antim safar par khud ham chal the diye…..

1 comment:
bahut khoob bhawna ji, bahut hi aacha likha hai aap ne, daad kabool farmayen aap.
Post a Comment