Wednesday, February 11, 2009
kaise zindgi ham bitayenge
Hogi takleef hamei jab ham tujhe bhula na paynge
Ye beete hue lamhe har lamha hamei tadpayenge
Aadat si ho gayi thi tere saath waqt bitane ki
Bichadkar tujhse kaise ab ham reh paaynge
Maalum hai mujhe tujhe is baat ka gam na satayega
Tujhe to kai aur chaahne waale bhi mil jaaynge
Meri soch tak mei kabza ab tera ho chala hai
To bata tujh bin ham zindgi kaise bitaynge
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
zindgi mei ab or koi chahat nahi ...... ae bewafa mujhe teri ab chahat nahi
-
तरस गए हम तुमसे दो पल की गुफ्त-गु के लिए और लोग कहते हैं की तुम बोलते बहुत हो।. . . . . भावना
-
अधूरे है हम तेरे बिना ये बात अब खुदसे भी छिपायँगे तरसोगे हमसे मिलने के लिए हम तुझसे दूर अब इतने चले जायेंगे
-
Ab is or laut aana shyd mumkin na ho Chupa kar ashk muskurana shyd mumkin na ho Mile ham tum fir juda bhi ho gayei Par umra bhar bhula pana ...
1 comment:
bahut aacha likha hai bhawna ji.
Pata nahi tum bin kaise hum zindgi bitayenge,
Andaaja ye aap ko nahi hoga ke hum tadap tadap ke mar jaayenge.
Post a Comment